Aey khaak-e-Madina teri galyon mein abhi tak
Hum Bint-e-Payambar ki lehad dhoondh rahay hain
Hum Bint-e-Payambar ki lehad dhoondh rahay hain
Logon yeh sada aati hey Sarwar ki lehad se
Koi tou meray zakham per marham bhi laga do
Ya Qabar per Zehra ki bana do koi saya
Ya Saya-e-gumbad meray Rozay se hata do
Koi tou meray zakham per marham bhi laga do
Ya Qabar per Zehra ki bana do koi saya
Ya Saya-e-gumbad meray Rozay se hata do
Zinda rahi to baap ko rone nahi diya
Mehroom jaayedaad-e-Mohammad se kar diya
Darwaaze ko giraya tho Mohsin ne ki khaza
Pehlu shikasta ho gaya zulm aysa khuch kiya
Raahat na di hayaat me Binte Rasool ko
Mismaar aaj kar diya Khabre Batool ko
MOSQUES THAT WERE DESTRUCTED:
1. Masjid-e-Fatima (adjacent to Masjid-e-Qaba)
2. Masjid-e-Sanaya (where the teeth of the Holy Prophet were damaged during Uhad)
3. Masjid-e-Minarteen
4. Masjid-e-Maida (the place where Surah Maida was sent)
5. Masjid-e-Ajaba (place where an important Dua of the Holy Prophet was accepted)
- (Report Khilfat Committee, Page 88)
MAZARS THAT WERE DESTRUCTED:
1. Khatoon-e-Jannat Hazrat Fatima Zahra (S.A.)
2. Hazrat Fatima Sughra binte Hazrat Imam Hussain (A.S.)
3. Shahzada Sulah-o-Aman Hazrat Imam Hassan Mujtaba (A.S.)
4. Beemar-e-Karbala Hazrat Imam Zainul Abideen (A.S.)
5. Hazrat Ibrahim, son of the Holy Prophet (SAW)
6. Hazrat Abbas bin Abdul Mutlib (A.S.)
7. Hazrat Imam Muhammad Baqir (A.S.)
8. Hazrat Imam Jafar Sadiq (A.S.)
Azwaaj-e-Rasool (Ummahatul Momineen):
9. Hazrat Aisha (R.A.)
10. Hazrat Umme Salmah (R.A.)
11. Hazrat Zainab (R.A.)
12. Hazrat Hafsa (R.A.)

Ala-Lanatullahey Alal Qomal Zalimeen Wa Aada-e-AjmaeenAal-e-Saud-o- Nasl-e-Yahood per lanat beyshumaar
No comments:
Post a Comment