Ya Ali (a.s)

Ya Ali (a.s)

Monday 12 September 2011

Ja-Nasheen


Abu Saeed khdri
(Sahabi e Rasöl)
se Rivayat hy k:
Ek din Mn ne Ap (S.A.W) se Suleman(a.s) ki Daastaan mn Mazkoor, Es Haqiqat k Baare mn Swaal kia k:
"MALKA e SABA k "TAKHT"ko Jo ek Palak Shapakk mn le kr Aya. us k Paas to Kitaab ka"Thora sa Ilm" tha."

Huzoor(S.A.W)ne Irshaad frmaya:
Wo Suleman Bin Dauood ka Jaa Nasheen
ASIF bin BRKHIAB tha
Phr Mn ne Ap se Söra e Ra'ad ki Ayat 43:
"Kehdijiay! k
Mere 0r tumhare drmian,Gawahi k liay to Bass!
Ek Allah 0r 2sra wo Shakhs kaafi hy k jis k Paas, Kitäb ka Pöra Ilm hy."
Huzör(S.A.W) ne frmaya:
Wo mere Bhaie 0r Wasee
ALI ibn Abi Talib hain,(k jis k Paas kitäb ka Pöra Ilm hy)
Rf:
AHQAQ ul HAQ
Tafsir e Namöna

Mukhtar Force By Miss Kazmi


Mukhtar Force, Time to Wake up.